The Difference Between JAVA MOBILE PHONES and SMART MOBILE PHONES
JAVA MOBILES
Aisy mobile phones jin me JAVA operating system hota hai un mobile phones main ek waqat main sirf ek kaam ho sakta hai , iss ky ilawa MENU ky button sy ek se ziada kaam ho sakty hain , for example ... Menu , Option , Ok , Yess etc... or iss operating system main file instal nahi ho sakti .
SMART MOBILES
Aisy mobile phones jin main ek operating system istymaal hota hai jis ki waja se mobile computer ki tarha kaam kary , just like ... ek waqat main kafi kaam karty hon or inn main Menu ky liy button hon jis ki madad se sirf Menu open close ho iss ky ilawa inn main software instal hoty hon Smart Mobile Phones hoty hain .
8 operating system use for Smart Phones
Symbian , Windows , Palm , Linex , Rim Black Berry , Macintosh , Andriod , Meamo

No comments:
Post a Comment